روزانہ کی اپڈیٹ کے لئے سبسکرائپ کریں

Tuesday, September 6, 2011

Main To Maqtal Me Bhi by Ahmed Faraz

Main tu maqtal mein bhi qismat ka sikandar nikla
Qura e faal meray naam ka aksar nikla
Tha jinhein zom wo daria bhi mujhi mein dobay
Main sahira nazar ata tha sumandar nikla
Tu osi din haar gia tha meray buzdil dushman
Main tanha k muqabil jab tera lashkar nikla
Shahir waloon ki muhabat k qail hon magar
Main ny jis haath ko bhi choma wohe khanjar nikla
tu yahein haar gaya hai mere buzdil dushman
mujh se tanha ke muqaabil tera lashkar nikla
mein ke sehra e mohabbat ka musafir tha FARAZ
aik jhoonka tha ke khushbu ke safar par nikla

Ahmed Faraz

Please Give Us Your 1 Minute In Sharing This Post!
SOCIALIZE IT →
FOLLOW US →
SHARE IT →
Powered By: BloggerYard.Com

0 تبصرے:

Post a Comment

 
ترجمہ کردہ : محمد بلال اعظم